Jannat ke baare me Sawal & Jawab

Jannat ke baare me Sawal Jawab


الحمد لله رب العلمين والصلوة والسلام على سيد المرسلين

أما بعد فاعوذ بالله من الشيطن الرجيم بسم الله الرحمن الرحيم

Kitab perhnay ki Du'a deeni kitab ya Islami sabaq perhnay say pehlay zayl mayn di jo kuch perhayngey yaad rahay ان شاءالله huyi Du'a perh li-jiye ga. Du'a yeh hay:

اللهم افتح علينا حكمتك وانشر علينا رحمتك يا ذا الجلال والاكرام

Tarjama:

Ay Allah (s)! Ham per 'ilm-o-hikmat kay derwaazay khhol day aur ham per Apni rahmat naazil ferma! Ay 'azamat aur buzurgi waalay!

(Al-Mustatraf, jild. 1. Safhah. 40)

Note: Awwal aakhir aik baar Durood Shareef perh layn.

Ameer-Ahl-e-Sunnat say Jannat kay baray mayn suwal aur jawab


Suwal: Jannat kisay kehtay hayn, Wazahat farma dijiye?

(Social Media kay zari ay suwal)

Jawab: Jannat kay lafzi ma'na hayn: Baagh. Hamaray 'aqeeday mayn jo 'Jannat' hay woh Allah Pak ki ne'maton ka bahut bara maqam hay. Jis mayn bahut si aysi ne'matayn hayn jo na kisi aankh nay daykhi aur na kisi kaan nay un kay muta'alliq suna.

(Bukhari, Jild 2, Safhah. 391, Hadees 3244)

Jannat sirf unhin insanon ko naseeb ho gi jo dunya say Iman kay sath rukhsat hon gay.

Jinnat mayn bhi agarchay Musalman hayn laykin Jannat

bataur In'am sirf Hazrat Aadam Sa ki aulad kay liye hay.'

Jannat mayn dakhil honay wala phir kabhi bhi us say nikala nahin jayega. 2

Yaad rahay kay Jannat par Iman lana Zarooriyat Deen mayn say hay. Agar koi Jannat ka inkar karay aur kahay

A'la Hazrat Imam Ahl-e-Sunnat Maulana Shah Imam Ahmad Raza Khan

farmatay hayn: Aik qaul yeh bhi hay kay (Jinnat) Jannat kay aas paas makanon mayn rahayn gay, Jannat mayn sayr ko aaya karayn gay (d-ul-Qani, Jild 10, Sathah 645) (Phir farmaya:) Jannat to jageer hay Aadam su ki, un ki aulad mayn taqseem ho gi.

(Malfocaat A'la Hazrat, Safhah. 536)

2 Parah 14 Surah Al-Hijr ki aayat number 48 mayn Allah Pak nay irshad farmaya:

ويلة فيها تضب وسال منها يتخرجون -

Tarjamah Kanz-ul-Iman: Na unhayn is mayn takleef pahonchay na woh us mayn say nikalay jaeyn.

Ameer-Ahl-e-Sunnat se Jannat ke baare mein Sawal aur Jawab 


Ameer-Ahl-e-Sunnat say Jannat kay baray mayn suwal jawab


Post a Comment

0 Comments