Mukammal Islam kya hai | What is complete Islam - Brief overview

Bismilla-hir-Rahmaa-nir-Raheem

In the name of ALLAH, the Most Gracious, the Most Merciful

Yaaa ayyuhal lazeena aamanud khuloo fis silmi kaaaffatanw wa laa tattabi’oo khutuwaatish Shaitaan; innahoo lakum ‘aduwwum mubeen. Surah Baqarah (Ayat 208)

O you who have believed, enter into Islam completely [and perfectly] and do not follow the footsteps of Satan. Indeed, he is to you a clear enemy.

Aye Iman Walon Islam me Puray Dakhil ho aur Shaitan ke qadmon par na chalo, beshak wo tumhara khula dushman hai.
What is complete Islam

Islam: Allah wa Rasool ki farma bardaari ka naam Islam hai. Islam qubool karne Wala Muslim kehlata hai.

Iman: Allah aur Allah Ke Rasool ki aur Allah ke Pass se (Rasool ke zariye) Ayi huyi cheezon ki Dil Se Tasdiq aur zuban Se Iqrar karne ka naam Iman hai. Iman lane Wala Momin kehlata hai.

Mukammal Islam kya hai | What is complete Islam

lslam ke 5 Shoobe (Catagory) hai


1. Aqaid (creed) (Shariyat ke zaruri umuur jo tasdiq e qalb se mutalooq hai un par dil mein pakka yakeen aur pura bharosa rakhne ka naam aqaid) (Aqaid is 20% of Islam)

2. Ibadaat (Prayers) (Ibadaat is 20% of Islam)

3. Akhlaqiyat (Morality/Charector) (Akhlaqe Hasanah aur Akhlaqe Sayyiah) (Akhlaqiyat is 20% of Islam)

4. Mayishat (Social System of Islam) (Mayishat is 20% of Islam)

5. Muamulat (Dealings / Islamic "rulings governing commercial transactions") (Muamulat is 20% of Islam)

Huqooqullah (Allah ke 4 bade Huqooq hai / 4 Major Rights of Allah)


1. Marifat Pehchan (divine knowledge/wisdom)

2. Mohabbat (Love) (Zikre Ilahi / Remembrance of Allah)

3. Ibadat (Prayers)

4. Ikhlas (the Purity / Sincerity)

Huqooqur-Rasoolullah (Allah ke Rasool ke 4 bade Huqooq / 4 Major Rights of Prophet (Saws))


1. Tazeem wa tauqeer (Honor/Respect/Greatness)

2. Muhabbat (Love) (Husne surat wa Seerat, Ahsan aur Fareeq-e- Sani ki Mohabbat)

3. Itteba (to follow the Messenger of Allah (Saws))

4. Tashakkur (Amali Surat Tabligh, lisani Surat Durood Shareef) (gratitude/gratefulness/thankfulness)

Jawahir-e- khamsa (5 Jewels)


1. Iman ka chor (Faith's thief) : Jhoot (lie)

2. Amal e Sawleh ka chor (Good deeds's thief): Gheebat (Backbiting)

3. Akhal ka chor (Intelligence's thief): Gussa (angry)

4. Ilm In chor (knowledge's thief): Ghuroor (Pride/Ego)

5. Haya ka Chor (Shyness's thief): Sawaal karna (Asking unnecessarily to others)

Hayat e Insani / Hayat ke manazil Safar (4 Aalam hai) | Stages of Human life 

According to Islamic traditions, our souls go through 4 stages before finally meeting Allah.

1. Aalam e Arwah (World of Souls)

2. Aalam e Ajsam (Mortal world, World of flesh)

3. Aalam e Barzaqh (The world which is situated between the mortal and immortal worlds)

4. Aalam e Aakhirat (The world where a person goes after death)

Quran e Majeed ke 5 Huqooq (5 Rights of Holy Quran)


1. Faith and Honor (Iman wa Tazeem: yani Dil ki gehrayion se maanna ke Quran e Hakeem Allah ka Kalam hai).

2. Recitation (Tilawat: yani aadaab ke saath rozana Quran e Hakeem padhna).

3. Understanding (Tafhim: yani Quran e Hakeem ko samjhna aur is par ghaur wa fikar karna)

4. Follow/Action (Amal: yani Quran e Hakeem ke ahkamaat par infiradi zindagi mein aur ijtema e zindagi me inke nifaz/Amal Daraamad (Enforceability/Ability to implement) ke liye koshish karna.

5. Dawah (Propagation of Faith) (Tabligh: yani Quran e Hakeem ki talimat ko dusron tak pahunchana.

Islam ke 5 Arkan (Five pillars of Islam)


1. Tauheed wa Risalat ka Iqrar karna (confessing of Tauheed and Risalaat)

2. Namaz padhna (Offer Salah).

3. Ramazan ke Roze rakhna (Fasting during the Month of Ramadan).

4. Zakat dene (Charity)

5. Haj karna (Pilgrimage to Hajj).

Ahkamaat e Islam 8 hai (Eight Commandments of Islam)


1. Farz (fardh in Islam is a religious duty commanded by Allah).

2. Wajib (In Islamic jurisprudence, an obligatory act, with failure to perform it being sinful)

3. Sunnat (Sunnah the way of the Prophet Mohammed (Pbuh)) (Sunnat e Maukada aur ghair Maukada)

4. Mustahab (preferable/desirable)

5. Halaal (Permitted)

6. Haraam (Prohibited)

7. Makruh (Disliked)

Makruh ki 2 qismein hai:-

i. Makrooh e Tahrimi (Haraam ke Qareeb) (It's status is close to status of a Haraam act)

ii. Makrooh e Tanzihi (Halaal ke Qareeb) (It's status is close to status of a Halaal act)

8. Mubah permissible (karna ya na karna dono barabar karne par koi sawab nahi na karne par koi azab nahi) (It is an action that has no specific ruling, so doing or Avoiding it is equal and it has no Divine Reward and Punishment).

Akhlaqe Husna 


1. Sabar (Patience)

2. Sadaqat, Rasat bazi. (True, fair play, Righteousness)

3. Adl wa Insaf (Justice and fairness)

4. Amanat (something, extremely precious to someone & is handed over to a person who can BEST take care of it).

5. Maaf karna. (Afwa Darguzar)

6. Rawadari/Bardasht (tolerance patience)

7. Ahsan (meharbani)

8. Masawaat (equality) (kisiko Kisi par Fazilat nahi)

9. Akhoot (Brotherhood)

10. Taqwa (piety)

Akhlaq-e-Sayyiah


1. Hirs (Greed)

2. Zulm (cruelty)

3. Kazib Jhoot (false, lair)

4. Gheebat (Back biting)

5. Takabbur (Arrogance)

# Social System of Islam

Society

fard ki Islah tabiyat (Education/Training) Individual? Mashere ki Islah wa tabiyat (Reform and education of Society)

Islami Mashere ki buniyadein (foundation of Islamic Society)


1. Wahdat-e-Adam (Unity of Adam)

2. Hurmat / Taqaddus e Adam (Respect/Sanctity of Adam)

3. Akhoot (brotherhood)

4. Shafaqat wa Ahteram (Compassion & respect)

5. Masawat / Hamdardi (Sympathy)

6. Ahsas e zimmedari (A sense of responsibility)

Mashirati Idare (Social Institutions)


1. Khandan (Family)

2. Kinship (Qarabatdar)

3. Mohalla aur humsayigi (Neighborhood)

4. Masjid

5. Huqooq wa faraiz (Huqooq ul Ibad) (Human rights)

6. Pardah (veil)

7. Nikah (Marriage)

8. Ahteram-e- Riwayat (Respect of tradition)

9. Education

10. Hudood wa Tazinat (Borders and decoration)

Sources / Books to get in detailed information in Urdu language:-

1. Ahle Khidmat e Sharaya by Hazrat Maulana Ghulam Mohiuddin saheb alaihi rahma farigh Jamia Nizamia 

2. Islam ka Nizam e Zindagi aur Maktubat e Husaini (1,2&3 parts) by Prof. Dr. Maulana Syed Ata Ullah Husaini Qadri al Multani (Rh) Maulvi Fazil Jamia Nizamia Hyd. 

Post a Comment

1 Comments

  1. Jazakallahu khaira, very very very useful helpful important information I received. Ma Sha Allah bahut khoob.

    ReplyDelete