Durood e Shareef | Darood Sharif Merits English – Durud Pak Fazilat

Durood e Shareef | Darood Sharif Merits English – Durud Pak Fazilat

What Is Durood e Shareef And Darood Sharif Fazilat:

Durood e Shareef


Durood e Shareef/Darood Sharif: 

1. There was idol worship, star worship, fire worship, materialism, wind worship or in other words self conceit was rampant in the world before the messenger-ship of the blessed prophet. The Holy Prophet () has founded the worship of Almighty Allah with his auspicious hands and due to His sacred arrival the entire world became the centre of monotheism. Due to his presence there was echoing of ‘Allahu Akbar ‘in the entire universe & it will remain till the day of resurrection. In signification of the Quranic verses the blessings of Almighty Allah necessitated the name of the blessed Prophet () to be elevated. Therefore Almighty Allah attached obedience, affection & favor of the Holy Prophet () with His worship, affection & favor. & treated the disobedience, animosity & haltered with the messengers as disobedience, animosity & hatred to him. He attached the name of the holy messenger with His name & ordered for recalling the name of the Holy Prophet () with His name. Moreover Allah associated Himself in showering Durood & Salaam, including all His angels & directed all the believers to participate in it. So much so the Salat which is specialized for Allah ends with Durood e Shareef. In the first Takbir of funeral prayers ‘sana’ is uttered & after the second Takbir Durood e Sharif.


Darood Sharif


Aye Allah, durood behj hamare sardaar Hazrat Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam par aur Aap ke Aal wa Ashaab par sabse Afzal Durood aur utni ta’daad mein jo Aap ke ta’daad ke muwafiq hai, Barkat wa Salaam nazil farma”.

O Allah, send blessings upon our leader Hazrat Muhammad (peace and blessings of Allah be upon him) and upon his family and companions, and bestow blessings and peace in the abundance that is compatible with your abundance. Send blessings and peace.

2. The Holy Prophet () said “A person is a miser before whom my name is recited but he did not send Durood on me.”A person will be close to me who sends Durood on me excessively”. A person who sends Durood e Sharif on the holy messenger all the angels shower blessings on him. Now it is discretionary to decrease or increase. “A person who sends one time Durood on me Almighty Allah sends His blessings 10 times on him & writes 10 virtues in his accounts, & wipes out his 10 sins. At the time of crossing the narrow bridge (pul sirat) divines light will be given to him as it is obvious that who is from heavens will never be of Hell’s. “On the day of resurrection many tribes will come on the fountain of abundance & I will recognize them on the basis of excessive recital of Durood Shareef.”

3. Particularly on Friday & Monday & during the nights one should recite Durood excessively. There is practical experience that cures for all the diseases is hidden in Durood Shareef, bodily or spiritually. For the supplication to be accepted by Allah recitation of Durood Shareef before & after is necessary as at the time of ending Salat Durood Shareef is recited. The present brochure, containing the principles of Salat, is ended on Durood Shareef & its merits.


.*ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ*

    ╭┅━┅━┅┅━──━┅┅━┅━┅╮

     ▓ *FRIDAY REMINDER* ▓

    ╰┅━┅━┅┅━──━┅┅━┅━┅╯

Maghrib se Jumuah ka Waqt Shuru hogaya he. Chalte Phirte Kasrat se Durood Sharif Padhte Rahe.

                 *صلی الله علیہ وآلہ وسلم*


🌻☘️🌻☘️🌻☘️🌻☘️🌻☘️

     ❤️ *FAZAIL-E-DUROOD* ❤️

             *SL.NO.* 1️⃣8️⃣4️⃣


*Muhabbat-e-Rasool ﷺ Paida hone ka "Shortcut Raasta".*

● Rasulullah ﷺ ki Muhabbat Dil me Paida hone ke liye, Sabse Pehla Sinaa - Aap ﷺ par Kasrat se Durood Sharif padha jaaye.

● Huzoor ﷺ ki Muhabbat 'Duniya aur Akhirat' me "Kaamiyabi ka Raaz" hai.

● - Duniya bi Kaamiyab,

      - Barzakh me bi Kaamiyab,

      - Akhirat me bi Kaamiyab.

● Jo Rozana Durood Sharif padhega:

      1).Ye aadmi kabhi "Munafiq" Nahi hosakta.

      2).Ye aadmi "Jahannami" Nahi hosakta.

      3).Qiyamat ke din "Shaheedo ke Saath" Hashr.

● Duniya me aise bi Khushnaseeb Log hai jo Saare Karobar chalne phirne... ke saath saath Sawa, Sawa Laakh (1,25,000) martaba Durood Sharif padhte the, Din bhar me.

● Sabse Chota Durood:


*وَ صَلَّى اللّهُ عَلَى النَّبِىِّ الْاُمِّيِ*


🎤 *Hazrat Maulana Sayyad Azhar Madani Sahab D.B, Deoband.*

(Grand Son - Shaykh ul Islam Hazrat Maulana Husain Ahmed Madani Sahab R.A)

🌻

☘️🌻☘️🌻☘️🌻☘️🌻☘️

.*ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ*

    ╭┅━┅━┅┅━──━┅┅━┅━┅╮

     ▓ *FRIDAY REMINDER* ▓

    ╰┅━┅━┅┅━──━┅┅━┅━┅╯

Maghrib se Jumuah ka Waqt Shuru hogaya he. Chalte Phirte Kasrat se Durood Sharif Padhte Rahe.

                 *صلی الله علیہ وآلہ وسلم*


🌻☘️🌻☘️🌻☘️🌻☘️🌻☘️

     ❤️ *FAZAIL-E-DUROOD* ❤️

             *SL.NO.* 1️⃣8️⃣5️⃣


*Durood Sharif se "Imaan" ki Mazbooti aur "Shariat o Sunnat" par chalna Aasan:*

● Durood Sharif ka (Aakhirat ke sath) Duniya me bi Fayida, Duniya me bi Bhalaayi.

● Ek Ghareeb Bachhi ka Nikah ka Ajeeb Waqia.

● Durood ki Kasrat jitni zyada hogi,

- hamara Imaan utna hi zyaada Mazboot hoga.

- Shafaa'at ke Mustahiq utne hi zyada honge.

- Imaan utna hi zyada Nikharta Sawarta jayega.

- Aamaal ki Taufeeq hogi.

● Mere Walid Sahab R.A Zindagi ke Aakhiri Lamhaat me Wasiyyat:

     1)."Sunnat" par chalte rehna,

     2).Sunnat ko Ikhtiyar karne ka Sabse aasan Raasta - "Durood Sharif" ki Kasrat karna.

● Sunnato par chalna aasan hojayegi.

● Jis tarha Namaz Buraaiyo se Rokti hai, is tarha Durood Sharif ki Kasrat 1)."Sunnat" par, 2)."Shariat" par amal karaane me aasani paida kardeta hai.


🎤 *Hazrat Maulana Muhammad Usman Dildar Qasmi Sahab D.B, Khanqah e Raheemi, Bangalore.*

(Sahibzada - Hazrat Maulana Hakeem Muhammad Idrees Habban Raheemi Sahab R.A, Raipuri Silsila.)

🌻☘️🌻☘️🌻☘️🌻☘️🌻☘️


.*ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ*

    ╭┅━┅━┅┅━──━┅┅━┅━┅╮

     ▓ *FRIDAY REMINDER* ▓

    ╰┅━┅━┅┅━──━┅┅━┅━┅╯

Maghrib se Jumuah ka Waqt Shuru hogaya he. Chalte Phirte Kasrat se Durood Sharif Padhte Rahe.

                 *صلی الله علیہ وآلہ وسلم*


🌻☘️🌻☘️🌻☘️🌻☘️🌻☘️

     ❤️ *FAZAIL-E-DUROOD* ❤️

             *SL.NO.* 1️⃣8️⃣6️⃣


*Durood Sharif "Master Key" 🔑 hai.*

● Durood Sharif ki wajah se,

- Barkat milegi,

- Rahmat milegi,

- Bimariyo se Shifaa milegi,

- Haajate Zaroorate poori hogi.

● - "Duniya" ke Kaamo ke liye bi ye Master Key hai.

   - "Akhirat" ke Kaamo ke liye bi ye Master Key hai.

● Jitna Durood zyada padhenge, itna Nabi Kareem ﷺ ki Muhabbat zyaada aayegi.

● Nabi Kareem ﷺ se "Roohani Nisbat" haasil hogi.

● Durood Sharif aisi Chaabi hai ki, us se -

- Uljhano ke,

- Pareshaniyo ke,

- Haajato ke,

- Muraado ke,

....................

Tamaam Taale 🔒🔒🔒🔒.....

khul jaate hai. 


🎤 *Hazrat Mufti Mahmood Bardoli Sahab D.B, Gujarat.*

(Khalifa - Mufti e Azam Deoband Hazrat Mufti Mahmood Hasan Sahab Gangohi R.A)

🌻☘️🌻☘️🌻☘️🌻☘️🌻☘️


.*ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ ﷺ*

    ╭┅━┅━┅┅━──━┅┅━┅━┅╮

     ▓ *FRIDAY REMINDER* ▓

    ╰┅━┅━┅┅━──━┅┅━┅━┅╯

Maghrib se Jumuah ka Waqt Shuru hogaya he. Chalte Phirte Kasrat se Durood Sharif Padhte Rahe.

                 *صلی الله علیہ وآلہ وسلم*


🌻☘️🌻☘️🌻☘️🌻☘️🌻☘️

     ❤️ *FAZAIL-E-DUROOD* ❤️

             *SL.NO.* 1️⃣8️⃣7️⃣


*Nabi ﷺ ki Tawajjuh hamari taraf, kaise hosakti hai ?*

● Allah ke Habeeb ﷺ ka 'Taqarrub', 'Nazdeeki' aur 'Tawajjuh' haasil karne ke *"2"* Nuskhe.

      1).Kasrat-e-Durood,

      2).Itteba-e-Sunnat.

● Jitna Durood padhenge, Huzoor ﷺ ka Taqarrub haasil.

● "Shamaail-e-Kubra" (Sunnato ki Kitaab), is Kitaab ko Padhe.

● Koi Allah ka Banda Paida ho, jo is Kitaab ko "Gujarati" karde, aur Apni Apni Zuban me (Translate) karde.


🎤 *Shaykh-ul-Hadees Hazrat Maulana Hanif Luharvi Sahab D.B, Jamia Kharod, Gujarat.*

(Khalifa - Muhaddis ul Asr Hazrat Shaykh Yunus Sahab Jaunpuri R.A)

🌻☘️🌻☘️🌻☘️🌻☘️🌻☘️

Appeal: Durood e Shareef


Being a muslim it is must to spread saying (Ahadith) of Prophet (PBUH) to each and every one for which one will be rewarded both in this world and life hereafter.

Post a Comment

0 Comments